Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
HomeYeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar tanhaa nahin chali hoon main dil bhi mera humsafar guzri to hoon idhar se main phir bhi nayi hai rehguzar zarron mein bhi hai roshni le ke tu mujhko aa gayi aye zindagi kahaan aye zindagi kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se mujhko bula raha hai kyun dekho wo koi door se badhne lage mere kadam jiss ki taraf guroor se dil mein bhi hai surror sa aankhon mein bhi hai noor sa shamma jali kahaan shamma jali kahaan aaj ye meri zindagi dekho khushi mein jhoomti jaane chali kahaan jaane chali kahaan raahon mein meri phool hain taaren meri nighaah mein ab naa
gunaahon ka diya tha huq to pachhtaane ka huq bhi de mujhe apne kiye par aap sharmaane ka huq bhi de jo thokhar khaa chuka ho usko thukraane se kya haasil agar girne ka huq tha phir sambhal jaane ka huq bhi de ruh khatam ho gayi dil tabaah ho gaya doosre se rok le ek gunaah ho gaya ruh khatam ho gayi dil tabaah ho gaya doosre se rok le ek gunaah ho gaya raaste naa band kar ek gunaahgaar ke raaste naa band kar ek gunaahgaar ke chun sake to ashq chun ek sharm saar ke jal ke apni aag mein dil siyah ho gaya doosre se rok le ek gunaah ho gaya ruh khatam ho gayi dil tabaah ho gaya doosre se rok le ek gunaah ho gaya aaftaab ke khuda roshni ki bheekh de aaftaab ke khuda roshni ki bheekh de mar chuki hoon ik nayi zindagi ki bheekh de ab karam bhi kar sitam bepanaah ho gaya doosre se rok le ek gunaah ho gaya ruh khatam ho gayi dil tabaah ho gaya doosre se rok le ek gunaah ho gaya ruh khatam ho gayi
jaane jahaan paas aayo aayo na kya kaha hmm hmm soch lo ye hawayein kya kahengi ye nazaare kya kahenge do jawaan dil magar door door jal rahe hain apni apni aag mein aayo na hawaayon ko dekho nazaaron ko dekho jo mujhse hain badhke haseen mera husn to hai nigaahon ka dhoka ye dhoka na khana kahin jaane bahaar jaane jigar rabz ki in chanchal lehron mein kyun na hum donon beh jaayen chillaane do in saanson ko hum chupke se kuchh keh jaayen aur zara jo paas aa jaayo ghulti milti in saanson ki khushboo jeevan jot banegi preet haha hansegi haina ye saanson ki khushboo ye baaton ka jaadu ye saazish hai halaat ki ye nagmon ki baarish ye saazon ki halchal hain bas ek hi raat ki ye khamoshi ye aadhi raat chaand ki aankhen ojhal ojhal aise mein kyun na hum donon chalte jaayen badhte jaayen aur jahaan akaash zameen se mil jaaye dum tod dein hum donon subah sawere koi farishta sair ko aaye dekhe do thandi laashon ko aur shabnam ke katre chunkar unko ek kafan pehna de mera is
hooooooooo ooooo ooooooo ooooo hooooooo ooooo hooooooo ooooo hooooooo tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz aa jaao jo mehfil mein ik jaan si aa jaaye aa jaao jo mehfil mein ik jaan si aa jaaye uth jaao jo mehfil se mehfil kaa khuda haafiz uth jaao jo mehfil se mehfil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz saathi ho agar tum sa manzil ki tamanna kya saathi ho agar tum sa manzil ki tamanna kya humko to safar pyaara manzil ka khuda haafiz humko to safar pyaara manzil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa khuda haafiz qaatil ki khuda jaane bismil ka khuda haafiz tum jis pe nazar daalo uss dil kaa
ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan haaye ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa haaa hooooo hooo hoooo aaaaa haaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa haaaaa haaaa oooo hoooo ooooo hooo hooo hooo hooo hoooo ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye hain baraf ke dher yaa sang e marmar banaa le naa kyun apni jannat yahaan ye khaamoshiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ye tanhaaiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan ye unche pahaadon ke magroor saaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye farishten bhi hai iss jagah bezubaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan naa parda hai koi naa hai koi chilman jahaan paaun rakh den hai
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa laaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke yahaan loote hain dil ko armaan machal machal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke jo bhi iss taraf se guzraa kabhi laut ke naa aaya jo bhi iss taraf se guzraa kabhi laut ke naa aaya aaya to saath apne betaabiyaa hi laaya betaabiyaa hi laaya guzregi umr saari pehlu badal badal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke iss anjuman mein samjha jisko charaag dil kaa iss anjuman mein samjha jisko charaag dil kaa dekha kareeb se to niklaa wo daag dil kaa niklaa wo daag dil kaa parwaana jo banega reh jaayega wo jal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke yahaan loote hain dil ko armaan machal machal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke chalna sambhal sambhal ke chalna sambhal sambhal ke
zulf lehraayi teri aur meri taqdeer bani koi dekhe zara kya pyaar ki tasveer bani jab kabhi badhne lage shaam ke thande saaye tere dhehke huye rukhsaar wahaan kaam aaye gardish e daher ne jab jab bhi uchchhala mujhko teri makhmoor nighaahon ne sambhala mujhko koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi mere dil ne sajde mein gir ke jo maangi muhabbat ki wo pehli pehli duwaaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho taranumm ko bhi rashk aata hai jiss per mere dil ki waadi mein tum wo sadaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri zindagani agar ek chaman hai meri zindagani agar ek chaman hai to phir jaaneman tum bhi baad e sabaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho mere pyaar ki ek haseen iltezaa ho koi mujhse poochhe ke tum mere kya ho meri khaamosh si duniyaa mein hai kyun aaj
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ye Meri Zindagi Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 06:58 14428
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Duration : 06:58   Song Number : 14428   

Gunahon Ka Diya Tha Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 05:24 14434
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Leela Naidu
Duration : 05:24   Song Number : 14434   

Jaane Jahaan Paas Aao Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 03:53 40226
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Leela Naidu
Duration : 03:53   Song Number : 40226   

Tum Jis Pe Nazar Daalo Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 04:38 14429
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:38   Song Number : 14429   

Ye Khamoshiyan Ye Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 05:39 14430
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Leela Naayadu
Duration : 05:39   Song Number : 14430   

Yeh Raaste Hain Pyaar Ke Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 03:50 14431
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Farida Jalal
Duration : 03:50   Song Number : 14431   

Zulf Lehraayi Teri (Koi Mujhse Puche Ke Tum Mere Kya Ho) Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 08:22 14433
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 08:22   Song Number : 14433